Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


abhi na jaao chhodkar ke dil abhi bharaa nahin abhi na jaao chhodkar ke dil abhi bharaa nahin abhi abhi to aayi ho abhi abhi to abhi abhi to aayi ho bahaar ban ke chhaayi ho hawaa zaraa mehek to le nazar zaraa behek to le ye shaam dhal to le zaraa ye shaam dhal to le zaraa ye dil sanbhal to le zaraa main thodi der jee to loon nashe ke ghoont pee to loon nashe ke ghoont pee to loon abhi to kuchh kahaa nahin abhi to kuchh sunaa nahin abhi na jaao chhodkar ke dil abhi bharaa nahin sitaare jhilmilaa uthe sitaare jhilmilaa uthe charaag jagmagaa uthe bas ab na mujh ko toknaa bas ab na mujh ko toknaa na badh ke raah roknaa agar main ruk gayi abhi to jaa na paaoongi kabhi yahi kahoge tum sadaa ke dil abhi nahin bharaa jo khatm ho kisi jagah ye aisaa silsilaa nahin abhi nahin abhi nahin nahin nahin nahin nahin abhi na jaao chhodkar ke dil abhi bharaa nahin adhuri aas adhuri aas chhod ke adhuri pyaas chhod ke jo roz yoon hi jaaogi to kis tarah nibhaaogi ke zindagi ki raah
aate ho sataane ko jaate ho rulaane ko iss aane ko kya kahiye iss jaane ko kya kahiye abhi naa phero nazar zindagi sawaar to len ke dil ke sheeshe mein hum aap ko utaar to len abhi naa phero nazar kareeb aa ke zara kismat jagaa lene do kareeb aa ke zara kismat jagaa lene do chamakte rukh se koi jalwa churaa lene do ke hum bhi pyaar ke din jhoom ke guzaar to len ke dil ke sheeshe mein hum aap ko utaar to len abhi naa phero nazar tere deewaane teri ulfat liye baithe hain tere deewaane teri ulfat liye baithe hain taraste dil mein ye hi hasrat liye baithe hain ke apna keh ke kabhi aap ko pukaar to len ke dil ke sheeshe mein hum aap ko utaar to len abhi naa phero nazar zindagi sawaar to len abhi naa phero nazar
hmmm abhi to haath mein jaam hai tauba kitna kaam hai abhi to haath mein jaam hai tauba kitna kaam hai kabhi mili fursat to bhai dekha jaayegaa duniyaa ke baare mein aaah socha jaayega abhi to haath mein jaam hai jeene se pehle kaun mare fikr subah ki kaun kare jeene se pehle kaun mare fikr subah ki kaun kare ghum ki raat se kaun dare abhi suhaani shaam hai hmm abhi suhaani shaam hai tauba kitna kaam hai kabhi mili fursat to bhai dekha jaayegaa are duniyaa ke baare mein aaah socha jaayega abhi to haath mein jaam hai thaka hua tha main zara zara sa sach mein jhooth bhara thaka hua tha main zara zara sa sach mein jhooth bhara utha ke botal ghunt bhara to ab zara aaram hai hmm to ab zara aaram hai tauba kitna kaam hai kabhi mili fursat to bhai dekha jaayegaa are duniyaa ke baare mein aaah socha jaayega abhi to haath mein jaam hai kisi ki naa parwaah karo kabhi naa yaaron aah karo kisi ki naa parwaah karo kabhi naa yaaron aah karo karo agar tauba karo yahi mera paigaam
abhi to hum huye jawan duniyan abhi dekhi kahan chal sadkon mein jhoom zara duniyaa to ghoom chal sadkon mein jhoom zara duniyaa to ghoom abhi to hum huye jawan duniyan abhi dekhi kahan chal sadkon mein jhoom zara duniyaa to ghoom chal sadkon mein jhoom zara duniyaa to ghoom hey abhi to hum huye jawan ye kitabon mein hum padh chuke hain jaani uthi lahar aur chadi jawani hoti hai deewaani hu uuu ye kitabon mein hum padh chuke hain jaani uthi lahar aur chadi jawani hoti hai deewaani hey abhi to hum huye jawan duniyan abhi dekhi kahan chal sadkon mein jhoom zara duniyaa to ghoom chal sadkon mein jhoom zara duniyaa to ghoom kyun na behken zara mil ke hum bechaare ye shama kisi ke bawa ke jaagir to nahin pyaare hu hu hu hu kyun na behken zara mil ke hum bechaare ye shama kisi ke bawa ke jaagir to nahin pyaare hey abhi to hum huye jawaan duniyaaa abhi dekhi kahaan chal sadkon mein jhoom zara duniyaa to ghoom jigi jigi jigi nak jigi jigi jigi nak chal sadkon mein jhoom
khushiyon ke din manaye ja dil ke tarane gaye ja tujh ko jawani ki qasam dil ki lagi bujhaye ja duniya meri bassaye ja aaja piya aaja piya abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon zahid yun hi badnaam hai ghum se tujhe kya kaam hai yeh muskurati zindagi zinda dili ka naam hai dil dil se muskuraye ja kuchh gaye ja balkhaye ja abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon
bhi to raat baaki hai yeh dhal jaaye to so jana abhi to raat baaki hai yeh dhal jaaye to so jana ghadi bhar ko dil e nadaan sambhal jaaye to so jana abhi to raat baaki hai yeh dhal jaaye to so jana yeh jalte honth aur yeh neend mein dubi huyi aankhen yeh jalte honth aur yeh neend mein dubi huyi aankhen mujhe sone nahin deti tumhari adhkhuli aankhen zara thahro mujhe bhi neend aa jaaye to so jana abhi to raat baaki hai yeh dhal jaaye to so jana ghadi bhar ko dil e nadaan sambhal jaaye to so jana abhi to raat baaki hai yeh dhal jaaye to so jana meri aaghosh mein aa kar naa lo madhosh angdayi meri aaghosh mein aa kar naa lo madhosh angdayi kahin behka naa de mujhko yeh angdayi yeh tanhayi yeh tanhayi mohabbat mein badal jaaye to so jana abhi to raat baaki hai yeh dhal jaaye to so jana ghadi bhar ko dil e nadaan sambhal jaaye to so jana abhi to raat baaki hai yeh dhal jaaye to so jana haseen ho tum tumhen kya ghum tumhen to neend pyari hai haseen ho tum tumhen kya ghum
albelaaaa albela main ek dilwaala bada hoon matwaala zamaane se niraala albela main ek dilwaala bada hoon matwaala zamaane se niraala albelaaaa raat ho ya din mujhe kya mast main hardum khel samjhun zindagi ko kya khushi kya ghum raat ho ya din mujhe kya mast main hardum khel samjhun zindagi ko kya khushi kya ghum maana gareeb hoon phir bhi ajeeb hoon dil ka ameer hoon ta ra ra ram albelaaaa albela main ek dilwaala bada hoon matwaala zamaane se niraala albelaaaa meri nagri man ki duniya cheez kya hai tan phool hon ya chaand taare hai ye mera dhan meri nagri man ki duniya cheez kya hai tan phool hon ya chaand taare hai ye mera dhan khana kharaab hoon phir bhi main apna aap jawaab hoon ta ra ra ram albelaaaa albela main ek dilwaala bada hoon matwaala zamaane se niraala albelaaaa aaj ka din zindagi hai maut ka din kal lag raha hai chal chalaa o tu bhi pyaare chal aaj ka din zindagi hai maut ka din kal lag raha hai chal chalaa o tu bhi pyaare chal mele mein ghoom ja
achha to hum chalte hain phir kab miloge jab tum kahoge jumme raat ko haan haan aadhi raat ko aa kahaan wahi jahaan koi aata jaata nahin wahi jahaan koi aata jaata nahin achha to hum chalte hain kisi ne dekha to nahin tumhein aate nahin main aayi hoon chhoopke chhupake der kar di badi zara dekho to ghadi o ho meri to ghadi band hai teri ye ada mujhe pasand hai dekho baatein waatein karlo jaldi jaldi phir na kehna abhi aayi abhi chaldi to aao paas baithein pal do pal aaj nahin kal kyun kyun aaj nahin kal ye to ek bahaana hai waapas ghar bhi jaana hai kitni jaldi ye din dhalte hain haai ta ta achha to hum chalte hain phir kab miloge jab tum kahoge kal milo ya parsoon parsoon nahin narsoon aa kahaan yehin yahaan koi aata jaata nahin achha to hum chalte hain uda hai kis liye tera rang gori humaari pakdee gayi hai bas chori raam jaane kya ho ab kaise hua ye gazab mera aanchal jo zara dhal gaya saari duniya ko pata chal gaya kaise khelenge ab aankh micholi leja aake mere
achchhaa hi hua dil toot gaya achchhaa hi hua dil toot gaya achchha hi kiya jo tune kiya lunga naa kabhi ab naam e wafaa achchhaa hi hua dil toot gaya achchha hi kiya jo tune kiya lunga naa kabhi ab naam e wafaa achchhaa hi hua dil toot gaya tha jinka roop nighaahon mein wo hain gairon ki baahon mein tha jinka roop nighaahon mein wo hain gairon ki baahon mein kiss baat ka badla mujh se liya haaye mujh se liya achchhaa hi hua dil toot gaya achchha hi kiya jo tune kiya lunga naa kabhi ab naam e wafaa achchhaa hi hua dil toot gaya naqli the phool muhabbat ke jhuthe the waade ulfat ke naqli the phool muhabbat ke jhuthe the waade ulfat ke har bandhan se main chhut gaya haaye chhut gaya achchhaa hi hua dil toot gaya achchha hi kiya jo tune kiya lunga naa kabhi ab naam e wafaa achchhaa hi hua dil toot gaya dil mein to socha kya kya tha tera pyaar to ret ka dariyaa tha dil mein to socha kya kya tha tera pyaar to ret ka dariyaa tha naa tair saka naa doob saka naa doob saka
Achha Ji Maaf Kar Do
achchaa sanammm kar le sitammmm kaash na tumse pyaar kiya hota hum bhi tumseeee yun hi roothte dil na agar tumhe diya hota achchaa sanammm pyaar kiya hai to phir ghum bhi sehna hoga pyaar kiya hai to phir ghum bhi sehna hoga qaid ho ke tere dil mein rehna hoga ho par yaad raheeeee ik bulbul ko par yaad raheeeee ik bulbul ko udd jaana bhi aata hai achchaa sanammm kar le sitammmm kaash na tumse pyaar kiya hota hum bhi tumseeee yun hi roothte dil na agar tumhe diya hota humne yun lehra ke zulfon ko bikhraaya humne yun lehra ke zulfon ko bikhraaya apne chehre se ye parda bhi sarkaaya ho par yaad raheee iss dilbar ko par yaad raheee iss dilbar ko sharmana bhi aata hai achchaa sanammm kar le sitammmm kaash na tumse pyaar kiya hota achchaa sanammmm
mujhe tum chupke chupke jab aise dekhati ho achchhi lagti ho kabhi julfon se kabhi aanchal se jab khelti ho achchhi lagati ho mujhe dekh ke jab tum yuh thandi aahen bharte ho achchhe lagte ho mujhko jab lagta hai tum mujh par hi marte ho achchhe lagte ho tum mein aye mehrbaan saari hain khoobiyaan bholapan sadagi dilkashi tajagii dilkashi tumse hai tajagi tumse hai tum huye hamnashi ho gayi main haseen rang tumse mile hai sare taareef jo sun ke tum aise sharma jati ho achchhi lagti ho kabhi hans deti ho aur kabhi itra jaati ho achchhi lagti ho mujhe dekh ke jab tum yuh thandi aahen bharte ho achchhe lagte ho khoye se tum ho kyon soch mein gum ho kyon baat jo dil mein ho keh bhi do keh bhi do sochta hoon ke main kya pukaru tumhe dilnashin najneen maaheru mehjabeen yeh sab hai naam tumhare mere itne saare naam hai jab tum yeh kehte ho achchhe lagte ho mere pyaar mein jab tum khoye khoye se rehte ho achchhe lagte ho mujhe tum chupke chupke jab aise dekhati ho achchhi
achchhi nahin sanam dillagi dil e beqaraar se kyo ro rahe ho chhedaa tha hamne tum ko to pyaar se khel hi khel mein jaayegi ek jaan kyo ro rahe ho chhedaa tha hamne tum ko to pyaar se achchhi nahin sanam dillagi dil e beqaraar se pyaar ke khel mein kaisa dil kya jaan achchhi nahin sanam dillagi dil e beqaraar se kahte ho tum to yun hi sahi ki ae mere haseen aa haa haa haa saari khataa jawaani ki hai kusoor aap ka nahin kahte ho tum to yun hi sahi ki ae mere haseen saari khataa jawaani ki hai kusoor aap ka nahin kar jaate ho shararat jab milte ho pyaar se kyo ro rahe ho chhedaa tha hamne tum ko to pyaar se achchhi nahin sanam dillagi dil e beqaraar se pyaar ke khel mein kaisa dil kya jaan achchhi nahin sanam dillagi dil e beqaraar se chhedun agar to shikavaa karo na chhedun to gila lagta hai yun ki tum aaj se deewaane huye piya chhedun agar to shikavaa karo na chhedun to gila arre lagta hai yun ki tum aaj se deewaane huye piya hone lage zaraa mein jo be ikhtiyaar se
achchha chalo ji baba maaf kar do bure dinon ka chakkar hai hai doosre ghar mein raahu ketu chauthe mein baitha shanichar hai achchha chalo ji baba maaf kar do bure dinon ka chakkar hai hai doosre ghar mein raahu ketu chauthe mein baitha shanichar hai achchha chalo ji baba maaf kar do shukr shani raahu ketu sabhi tumhaare dheele hain phir kyun ye armaan tere dil ke kaho rangeele hain meri balli meri pyari lalli lagi kya jaane tujh mein shakkar hai achchha chalo ji baba maaf kar do never bure dinon ka chakkar hai hai doosre ghar mein raahu ketu chauthe mein baitha shanichar hai achchha chalo ji baba maaf kar do dhobi ke kutte jaisa na ghar ka na ghaat ka dhobi ke kutte jaisa na ghar ka na ghaat ka hoon jis par koi nahin baitha main khatmal us khaat ka hoon tu shakal se mujhko khatmal se to zyada lagta koi machchhar hai machchhar chalo ji baba maaf kar do kabhi nahin bure dinon ka chakkar hai hai doosre ghar mein raahu ketu chauthe mein baitha shanichar hai achchha
ulfat ka raasta hai manzil ki hai talaash hichkole khaati kishti ko saahil ki hai talaash aur mujhko mere khoye huye dil ki hai talaash achchha hota jo dil mein tu aaya na hota haaye rulaana tha gar to hansaaya na hota tu aaya na hota achchha hota jo dil mein tu aaya na hota haaye rulaana tha gar to hansaaya na hota tu aaya na hota chhodke agar saath jaana tha ek din chhodke agar saath jaana tha ek din to ulfat ka rasta mujhko dikhaya na hota tu aaya na hota achchha hota jo dil mein tu aaya na hota basaai thi nigaahon mein tasveer kyun meri basaai thi nigaahon mein tasveer kyun meri yun nazron se apni phir giraaya na hota tu aaya na hota achchha hota jo dil mein tu aaya na hota khizaan hi jab laani thi humaare chaman mein khizaan hi jab laani thi humaare chaman mein to phulon se gulshan ye sajaaya na hota tu aaya na hota achchha hota jo dil mein tu aaya na hota haaye rulaana tha gar to hansaaya na hota tu aaya na hota
achha ji main haari chalo maan jaao na dekhi sab ki yaari mera dil jalaao na achha ji main haari chalo maan jaao na dekhi sab ki yaari mera dil jalaao na chhote se kusoor pe aise ho khafaa roothe to huzoor the meri kya khataa dekho dil na todo chhodo haath chhodo dekho dil na todo chhodo haath chhodo chhod diya to haath maloge samjhe aji samjhe achha ji main haari chalo maan jaao na dekhi sab ki yaari mera dil jalaao na achha ji main haari chalo maan jaao na dekhi sab ki yaari mera dil jalaao na jeevan ke ye raaste lambe hain sanam kaatenge ye zindagi thokar khaa ke hum zaalim saath le le achhe hum akele zaalim saath le le achhe hum akele chaar kadam bhi chal na sakoge samjhe haan samjhe achha ji main haari chalo maan jaao na dekhi sab ki yaari mera dil jalaao na achha ji main haari chalo maan jaao na dekhi sab ki yaari mera dil jalaao na jaao reh sakoge na tum bhi chaen se tum to khair lootna jeene ke maze kya karna hai jee ke ho rehna kissi ke kya karna hai jee
jhatak kar zulf jab tum tauliye se baarishe aazaad karti ho achchha lagta hai hila kar hoth jab bhi haule haule guftagu ko saaz karti ho achchha lagta hai hoo khushboo se behlao na seedhe point pe aao na aankh mein aankh daal ke keh do khwabon mein tehlao na zara short mein batlao naa seedhe point pe aao naa seedhe point pe aao naa alag ehsaas hota hai tumhare paas hone ka sarakti sarsarahat ki nadi mein reshmi lamhe bhigone ka ho ho ho zara sa mod kar gardan jab apni hi ada pe naaz karti ho achchha lagta hai hoo lafzon se behlao na jhuthi muthi behkao na haathon ko haathon mein le ke woh teen shabd tapkao na zara short mein batlao na seedhe point pe aao na haan seedhe point pe aao na woh tere dhyaan ki khushboo main sar tak odh leta hoon bhatakti saans ko teri gali mein gungunane chhod deta hoon oh ho ho tum apni khidkiyon ko khol kar jab bhi naye aagaaz karti ho achchha lagta hai ho gali gali gali gali gali gali bhatkao na ghadi ghadi uljhao na senti ho main jaan
achra mein phoolwaan laike aaye re hum tore dwaaaaar are hoooooooo humri arzi naa sun le arzi pe kaile naa vichaar humse rooth lai vidhaaata humaar kaahe rooth lai vidhaaata humaar bade hi jatan se humne pooja kaa thaar sajaaya preet ki baati jori manva kaa divraa jaraaaya humre mannn mohan ko par nahin bhaayaa humre mannn mohan ko par nahin bhaayaa are hooooo reh gayi pooja adhuri mandir se diya re nikaal humse rooth lai vidhaaata humaar hooo kaahe rooth lai vidhaaata humaar sone ki kalam se humri kismat likhi jo hoti mol lagaa ke leteeee hum bhi mann chaaha moti ek prem deewaani haaye aise to naa roti ek prem deewaani haaye aise to naa roti are hooooo itna dukh to naa hota paani mein jo dete humen daal humse rooth lai vidhaaata humaar hooo kaahe rooth lai vidhaaata humaar achra mein phoolwaan laike aaye re hum tore dwaaaaar are hoooooooo humri arzi naa sun le arzi pe kaile naa vichaar humse rooth lai vidhaaata humaar hoooo humse rooth lai vidhaaata humaar
ada aay haai ada hosh udaye ada kar de deewaana ada jaan lewa ada qatilaana ada maar daale na aawaara yahaan dil kitne huye lapata ada aay haai ada hosh udaye ada kar de deewaana ada jaan lewa ada qatilaana ada maar daale na aawaara yahaan dil kitne huye lapata aarzoo kahe tere honthon ko choom loon teri baahon mein jhoom loon aa pass aa aarzoo kahe tere honthon ko choom loon teri baahon mein jhoom loon aa pass aa zulfon se sanam teri khushbo churalu main nigahon mein chhupa loon main na dur ja jaane jaa tujhe dekhte hi hua main fida ada aay haai ada hosh udaye ada kar de deewaana ada jaan lewa ada qatilaana ada maar daale na aawaara yahaan dil kitne huye lapata aa aa aa aa love me crazy love me crazy little love me crazy so crazy crazy crazy crazy for you baby i see you on the floor your body move this floor you want move the floor i love you love you love you baby i see you on the floor your body move this floor you want move the floor i love you love you love
oooo oooo ooo ooo oo oo ooo ooo oooo oooo ooo oo ada se jhoomte huye dilon ko choomte huye ye kaun ye kaun muskura diya ye kaun muskura diya ada se jhoomte huye dilon ko choomte huye ye kaun ye kaun muskura diya ye kaun muskura diya hai aaj zindagi jawaan basa hai pyaar ka jahaan hai aaj zindagi jawaan basa hai pyaar ka jahaan nazar ne dil ke saaj par nazar ne dil ke saaj par ye kaisa geet ga diya ada se jhoomte huye dilon ko choomte huye ye kaun ye kaun muskura diya ye kaun muskura diya jo ishq bekaraar hai to husn par nikhaar hai jo ishq bekaraar hai to husn par nikhaar hai baras rahi hai chandani baras rahi hai chandani wo chand gunguna diya ada se jhoomte huye dilon ko choomte huye ye kaun ye kaun muskura diya ye kaun muskura diya nazaare mast ho chuke hum apne dil ko kho chuke nazaare mast ho chuke hum apne dil ko kho chuke na jaane aaj kisne ye na jaane aaj kisne ye nakab e rukh utha diya ada se jhoomte huye dilon ko choomte huye ye kaun ye kaun muskura diya
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Abhi Na Jaao Chhodkar Hum Dono (1961) 04:19 20099
 
Poster of Hum Dono (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Jai Dev
On Screen Actors- 
Dev Anand, Sadhana, Nanda
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:19   Song Number : 20099   

Abhi Naa Phero Nazar Biradari (1966) 03:33 15560
 
Poster of Biradari (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 03:33   Song Number : 15560   

Abhi To Hath Mein Jaam Seeta Aur Geeta (1972) 05:30 14189
 
Poster of Seeta Aur Geeta (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 05:30   Song Number : 14189   

Abhi To Hum Huye Bulundi (1980) 04:01 32761
 
Poster of Bulundi (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Danny Denzongappa, Others
Duration : 04:01   Song Number : 32761   

Abhi To Main Jawaan Hoon Afsana (1951) 01:49 38292
 
Poster of Afsana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Gafil Harnalvi
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Pran, Cuckoo
Duration : 01:49   Song Number : 38292   

Abhi To Raat Baaki Hai Bandish (1969) 05:16 37377
 
Poster of Bandish (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Akamal Hydrabadi
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sonia Sahni, Shailendra
Duration : 05:16   Song Number : 37377   

Ablela Main Ek Dilwaala Miss India (1957) 04:56 17250
 
Poster of Miss India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 04:56   Song Number : 17250   

Accha To Hum Chalte Hain Aan Milo Sajna (1970) 04:58 20103
 
Poster of Aan Milo Sajna (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Asha Parekh
Duration : 04:58   Song Number : 20103   

Achchha Hi Hua Dil Toot Gaya Maa Bahen Aur Biwi (1974) 05:22 16099
 
Poster of Maa Bahen Aur Biwi (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Qamar-Vedpal
Music Director- 
Sharda
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Kabeer Bedi
Duration : 05:22   Song Number : 16099   

Achchha Ji Maaf Kar Do Musafir Khana (1955) 04:18 40036
 
Poster of Musafir Khana (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Karan Diwan, Shyama
Duration : 04:18   Song Number : 40036   

Achchha Sanam Kar Le Sitam Teesra Kaun (1965) 03:29 16161
 
Poster of Teesra Kaun (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Kalpana
Duration : 03:29   Song Number : 16161   

Achchhi Lagti Ho Kuch Naa Kaho (2003) 06:19 20101
 
Poster of Kuch Naa Kaho (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
Duration : 06:19   Song Number : 20101   

Achchhi Nahin Sanam Dillagi Rakhi Aur Hathkadi (1972) 03:53 14056
 
Poster of Rakhi Aur Hathkadi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Vijay Arora, Asha Parekh
Duration : 03:53   Song Number : 14056   

Achha Chalo Ji Baba Maaf Kar Do Hamaare Tumhare (1979) 04:18 38854
 
Poster of Hamaare Tumhare (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Rakhee Gulzar
Duration : 04:18   Song Number : 38854   

Achha Hota Jo Dil Mein (Ulfat Ka Raasta) Nadaan (1951) 04:00 40995
 
Poster of Nadaan (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Pyarelal Santoshi
Music Director- 
Chic Chocolate
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 04:00   Song Number : 40995   

Achha Ji Main Haari Chalo Kala Pani (1958) 03:22 20102
 
Poster of Kala Pani (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Madhu Bala
Duration : 03:22   Song Number : 20102   

Achha Lagta Hai Aarakshan (2011) 03:59 17051
 
Poster of Aarakshan (2011)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2011
Lyricist
Prasoon Joshi
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Deepika Padukone
Duration : 03:59   Song Number : 17051   

Achra Mein Phoolwaan Dulhan Wahi Jo Piya Man Bhaaye (1977) 05:30 13197
 
Poster of Dulhan Wahi Jo Piya Man Bhaaye (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Prem Kishan
Duration : 05:30   Song Number : 13197   

Ada Garam Masala (2005) 04:42 18660
 
Poster of Garam Masala (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Sonu Nigam
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, John Abraham
Duration : 04:42   Song Number : 18660   

Ada Se Jhoomte Huye Sindbad The Sailor (1952) 03:59 36218
 
Poster of Sindbad The Sailor (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Aazum Jaypuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bhagwan, Shashikala
Duration : 03:59   Song Number : 36218